रविवार, 1 मई 2011

1/5/11 To ANNA_BANNA

               * [उवाच]
* महाप्रलय आता है तो आ जाये | फिर ईश्वर और देवी - देवता भी तो समाप्त हो जायेंगे  !

       *जन लोकपाल   बिल  Drafting  committee  ke  सिविल memberan  ka  कुछ मानदेय , यात्रा भत्ता ,दैनिक भत्ता आदि कुछ तय हुआ या नहीं , इसकी मुझे चिंता सता रही  है | ##

*भ्रष्टाचार का  पानी बहुत डूब कर पिया जाता है | कहाँ तक पीछा करोगे पीने वालों का ?

*ANNA_BANNA=28/4/2010. Anna Hazare bahut chhota kaam kar rahe hain ,desh ke “wealth” ko bachane ka | Aur maze ki baat unka agla aage ka kaam ho sakta tha desh ke “Health” ko bachane , pusht karne ka | Is mudde par unka vyavhar ulta hai | Anna ji ko hum kya janen par unke saathi tamam civil activists un naxalvadiyon/Maovadiyon ke samarthan me hain jo desh ke swasthya ka nar sanghar kar rahe hain  | par hum to  desh ke “character” ko bachane ka kaam karte hain | kyonki ydi yeh chala gaya to samjho sab chala gaya |wh kahavat yaad rakhiyega –ki dhan[wealth] gaya to kuchh nahi gaya , swasthya [Health] gaya to thoda kuchh gaya , likin ydi charitra[character] ka ksharan hua to samjho sab kuchh chala gaya | Main galat kahun to bataiyega |- - - - - - - - - - -               
 - - -Billiyon ke bhagya se chheenka toota Anna ke karykram ke bahane unhe bhi kuchh kar dikhane , pakdaman batane ka mauka mil gaya | - - - - - - - - - - - - -chhatra- yuva bade utsaah me dikhte hai aur boorhe unse badi aasha aasha prakat kar rahe hain | Lekin unhe jan na chahiye ki jo log aaj bhrashtachar ke top par hain ve bhi apne samay me kam jawan nahi the | aur na kisi se kuchh kam parhe – likhe hain |- - - - - - - - - - - - - - - Anna ke andolan se khyal aaya ki PPP [public private partnership] model par desh ko chalane ki bhi kabhi naubat aa sakti hai , awashyakta pad sakti hai |Janta ko taiyar rahna chaihiye | Jis tareeke se azadi aayi , usi raste se azadi chali jayegi |  ###




                       * हाइकु कविता    
* गरीब  मुल्क
कहीं  गुज़ारा नहीं
गरीब का ही |
   
*भ्रष्ट नहीं है
भ्रष्टाचार में डूबा
हुआ है देश |

* आदमी देखो
कपड़ों ke  भीतर
ऊपर नहीं |

                # # #

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें